Guruji canta no Darshan de 7 de Janeiro de 2024, em Pietermaritzburg, África do Sul.
Editado do vídeo do canal Paramahamsa Sri Swami Vishwananda, link:
https://www.youtube.com/watch?v=2GFSm9CH5ys
MERA APKI KRIPA SE LYRICS :
Mera apki kripa se sab kaam ho raha hai (x3)
Karte ho tum knahiya...
Karte ho tum knahiya mera naam ho raha hai
Mera apki kripa se sab kaam ho raha hai (x2)
Mera apki kripa se sab kaam ho raha hai (x2)
Patwar ke bina hi meri naav chal rahi hai (x2)
Bin mange hey kanhiya har cheez mil rahi hai (x2)
Ab kya btayun mohan
mohan
Ab kya batau mohan araam ho raha hai (x2)
Karte ho tum kahaiya
Karte ho tum kahaiyamera naam ho raha hai
Mera apki kripa se sab kaam ho raha hai (x3)
Meri zindagi mein tum ho kis baat ki kami hai (x2)
Mujhe aur ab kisi ki parvah bhi ab nahi hai (x2)
Teri badoloton se
Teri badoloton se sab kaam ho raha hai (x2)
Karte ho tum kanhaiya
Karte ho tum kanhaiya mera naam ho raha hai
Mera apki kripa se sab kaam ho raha hai (x3)
Duniya me honge lakhon tere jaisa kon hoga (x2)
Kanhaiya.... O mere pyare...
Duniya me honge lakhon tere jaisa kon hoga (x2)
Tuj jaisa banda parvar bhala aisa kon hoga (x2)
Thama hai tera daaman
Daaman ...
Thama hai tera daaman araam ho raha hai (x2)
Karte ho tum kanhaiya ...
Karte ho tum kanhaiya mera naam ho raha hai
Mera apki kripa se sab kaam ho raha hai (x2)
Karte ho tum kanhaiya ...
Karte ho tum kanhaiya mera naam ho raha hai
Mera apki kripa se sab kaam ho raha hai (x5)
Para mais informações sobre Paramahamsa Vishwananda:
https://bhaktimarga.pt/about/paramahamsa-vishwananda/
http://www.paramahamsavishwananda.com
Paramahamsa Vishwananda Online :
FACEBOOK: https://www.facebook.com/ParamahamsaVishwananda/
TWITTER: https://twitter.com/vishwananda
INSTAGRAM: https://www.instagram.com/paramahamsa_vishwananda/
YOUTUBE:
https://www.youtube.com/channel/UCRA5DC4xf7slRF8W7taZ-fQ
https://www.youtube.com/user/bhaktimarga108